Yeh Raaste Hain Pyar Ke- Jo Pyar Karta Hai
Video music @ http://www.videokl.com Lyrics of Jo Pyar Karta Hai Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai Paagal ban jaata hai Jo pyaar karta hai (2x) Paagal ban jaata hai(3x) Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai Paagal ban jaata hai Jo pyaar karta hai (2x) Paagal ban jaata hai (3x) Pyaar mein jeena, pyaar mein marna Aaj hi kar lo jo hai karna Der bahut ho jaayegi varna Aaj ka din jo guzar gaya to kal ban jaata hai - 2 Jo pyaar karta hai (2x) Paagal ban jaata hai (3x) Yaadein umange, armaan sapne Sab ke yahan ghar apne apne Yeh sach hai yeh maana sab ne Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai - 2 Jo pyaar karta hai (2x) Paagal ban jaata hai (2x) Mmm, mm mm Dil deta hai, jaan leta hai Amrit mein vish bhaar deta hai Jeena mushkil kar leta hai Pyaar kabhi har ek mushkil ka hal ban jaata hai - 2 Jo pyaar karta hai (2x) Paagal ban jaata hai (3x) Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai (Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai Paagal ban jaata hai) - 3 more selebriti video @ http://www.videokl.com
Please note that Find Internet TV does not host any videos or allow users to upload videos. The video is provided and hosted from a third party server. The source is noted to the right of the video and depending on the source, the author and copyright may be listed as well. The information provided here is aggregated from the source and provided by video search engines. Find Internet TV does not host and is not responsible for the content.